Tuesday, November 2, 2021

Top Allama Iqbal Islamic Shayari in Urdu with Images

Read beautiful Allama Iqbal Islamic Shayari in Urdu that are 2 Lines, Sufi Poetry. Read and share with friends and on social media.

allama iqbal shayari islamic

اگر ہنگامہ ہائے شوق سے ہے لا مکاں خالی
خطا کس کی ہے یا رب لا مکاں تیرا ہے یا میرا

Agar hungama-ha-e-shauq se hai la-makan Khali
Khata kis ki hai ya rab la-makan tera hai ya mera

allama iqbal shayari urdu

انداز بیاں گرچہ بہت شوخ نہیں ہے
شاید کہ اتر جائے ترے دل میں مری بات

Andaz-e-bayan Garche Bahut Shauq Nahi Hai,
Shayad Ke Utar Jaye Tere Dil Mein Meri Baat

allama iqbal poetry

اے طائر لاہوتی اس رزق سے موت اچھی
جس رزق سے آتی ہو پرواز میں کوتاہی

Ae tair-e-lahuti us rizq se maut achi
Jis rizq se aati ho parwaz mein kotahi

be laus ibadat kerta hon

سجدوں کے عوض فردوس ملے یہ بات مجھے منظور نہیں
بے لوث عبادت کرتا ہوں بندہ ہوں تیرا مزدور نہیں

Sajdo Ky Aoz Fardox Mily Yeh Bat Mugy Manzor Nahi
By Los Ibadat Karta Hon Banda Hon Tara Mazdor Nahi

karbala poetry

فقط نگاہ سے ہوتا ہے فیصلہ دل کا
نہ ہو نگاہ میں شوخی تو دلبری کیا ہے

Faqat Nigah Se Hota Hai Faisla Dil Ka,
Na Ho Nigah Mein Shokhi Toh Dilbari Kya Hai

علم میں بھی سرور ہے لیکن
یہ وہ جنت ہے جس میں حور نہیں

Ilm Men Bhi Surur Hai lekin
Ye Vo Jannat Hai Jis Men Huur Nahin

نہیں تیرا نشیمن قصر سلطانی کے گنبد پر
تو شاہیں ہے بسیرا کر پہاڑوں کی چٹانوں میں

Nahin Tera Nasheman Qasr-e-Sultani Ke Gumbad Par
Tu Shahin Hai Basera kar Pahadon Ki Chatanon Men

مانا کہ تیری دید کے قابل نہیں ہوں میں
تو میرا شوق دیکھ مرا انتظار دیکھ

Maana Ki Teri Deed Ke Qabil Nahi Ho Main
Tu Mera Shauq Dekh Mera Intizar dekh

خودی کو کر بلند اتنا کہ ہر تقدیر سے پہلے
خدا بندے سے خود پوچھے بتا تیری رضا کیا ہے

Khudi Ko Kar Buland Itna Ki Har Taqdeer Se Pehle
Khuda Bande Se Khud Pochhe Bata Teri Raza Kya Hai

فرقہ بندی ہے کہیں اور کہیں ذاتیں ہیں
کیا زمانے میں پنپنے کی یہی باتیں ہیں

Firqa-Bandi Hai Kahin Aur Kahin Zaatein Hain,
Kya Zamane Mein Panapne Ki Yehi Baatein hain



No comments:

Post a Comment